Ankhon se pyar jtaya toh bura maan gaye.
Hal-e dil jo humne sunaya toh bura maan gaye.
Roz staate the sapno mein hamko.
Jo ek din humne unko staya toh bura maan gaye.
yaad kar ke unko hum rote the,
jo aaj humari yaad ne unko rulaya toh bura maan gaye.
Humne bhi na jaane kitni raatein jaag kar kaati hain,
jo aaj humari yaad ne unko jagaya toh bura maan gaye.
Hum toh unke liye zindagi hi haar gaye,
aaj unko kismat ne haraya toh bura maan gaye.
By- Chander Shekhar Mankotia.

No comments:
Post a Comment