Insaaniyat ko mara jata hai...
Haivaanon ko pala jata hai...
Maasoom yahan par rota hai...
Shaitaan chain se sota hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Koakh mein beti marti hai...
Toh kabhi izzat lutne se darti hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Gareeb yahan par dabta hai...
Chor yahan par palta hai...
Kayar sa kyun neta hai...
Besharam kyun ab beta hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Koi dua na kaam karti hai ab...
Insaaniyat har pal marti hai ab...
RABB bhi jaise rootha hai...
Bishwaas kyun ye toota hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
By- Chander Shekhar Mankotia.
Haivaanon ko pala jata hai...
Maasoom yahan par rota hai...
Shaitaan chain se sota hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Koakh mein beti marti hai...
Toh kabhi izzat lutne se darti hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Gareeb yahan par dabta hai...
Chor yahan par palta hai...
Kayar sa kyun neta hai...
Besharam kyun ab beta hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
Koi dua na kaam karti hai ab...
Insaaniyat har pal marti hai ab...
RABB bhi jaise rootha hai...
Bishwaas kyun ye toota hai...
KYUN MERE DESH MEIN...
By- Chander Shekhar Mankotia.
No comments:
Post a Comment